Monday, September 5, 2011

Urs Mubarak SarkarPeer Adil R.A



Gumbad Sarkar Peer Adil


Peer Adil Ous Mukam per Zinda Rahuga Mai
Mele Lage ge Jab Meri Turbat Ke Samne


Programme

Har saal 23 rabbi ul awwal ko sarkar peer aadil bijapuri<r.a> ka urs mubarak manaya jata hai.
Programme ki shuruwat subah 10 baje quraan khuwani se hoti hai.

Sandal Sharif
11 baje kalam w faateha khuwani sath dargah sharif par parcham chadhaya jata hai.aur fauran baad mazar-e paak par durude sharif padhte hue peeran-e-uzzam aur khulfaye ikraam gulab ke paani se gusul sharif dete hai.lobaan w khushbu kiya jata hai.bad az faateha w salaam padh kar mazar-e paak ka darwaza band kiya jata hai.

Peer Adil Mazar Sharif
Baad namaz-e zohar aashyan-e-peer aadil par sandal sharif tayyar kiya jata hai. aur shajra-e-Quadriya Aliya Khulfaiya . aur shajra-e-Chishtiya Baheshtiya ki tilawat ki jati hai.faateha khuwani w dua ki jati hai.tamam peeran-e-uzzam w khulfay-e-ikraam ki gul poshi ki jati hai.phir nihayat adab w ahatraam ke saath sandal mubarak aashyan-e-peer aadil se nikalta hai. sandal ke julus me hazaro ki tadad me peeran-e-uzzam,khulfaye ikraam,muriden,aashiken shirkat karte hai.sandal fukray-e ikraam daf daayre ke sath kalam padhte hai.aur apne badan par zarb lagate hai.
Urs Mubark Sarkar Peer Adil
Sarkar Peer Adil Urs Mubark
Sandal ka julus gol gunbad ki sadak se hota hua sarkar peer aadil ke sajjade awwal hazrat noor allah shah qadri urf masoom peer langot band ke mazar-e paak par sandal chadhaya jata hai.

Hazrat masoom peer langot band R.A
Hazrat masoom peer langot band sarkar peer aadil ki hayat-e-tayyaba me hi parda kar chuke they ye rasam sarkar peer aadil ke daur se shuru hai. baad namaz-e asar hazrat badbade peer ke mazar-e paak se sandal nikalta hai.jo magrib ke karib hazrat peer aadil ki dargah me phochta hai.
Badbade Peer
Badbade Peer
Baad namaz-e-magrib sandal maali ki rasam kutb-e bijapur "Haashim peer<R.A>" ke sajjade nashin aur sajjade nashin hare gunbad lasaani peer ke haato se shuru ki jati hai. phir tamam khulfay-e ikraam taaj w kharke ke sath sandal mubarak sarkar "Peer Aadil" ki mazar-e akdas par durudo sharif padhte hue lagate hai.
Peer Adil Sandal
Peer Adil Sandal
Gusul sharif aur sandal maali ki rasam ko sirf peeran-e-uzzam w khulfay-e-ikraam hi kar sakte hai. muriden w awammun-nas ko is ki ijazat nahi hai.muriden un khulfay-e-ikraaam ke haato par lage hue sandal ko apne hato me le kar apne chehre w sar par malte hai.

Sarkar Peer Adil Chadar Sharif
Sandal ke bad gilaaf sharif mazar-e-paak par udhate hai. mumbai,Banglore,Hyderabad, u.p,Bijapur w kai state se gilaaf sharif aate hai.phir phulo ki chadar jis par kai kism ke art nazar aate hai. aur us phool ki chadar me uske state ke culture ki jhalak nazar aati hai.

Mazar Sharif
Sajjada nashin hazrat "Haashim peer<R.A>" mazar-e-paak par faateha w dua padhte hai. phir salaam pesh kiya jata hai.us ke baad darbar muriden aur awaam ke liye khol diya jata hai.baad namaz-e isha langar ka silsila shuru hota hai.jis ko hazaro log adab ke sath khate hai.

Peer Lasaani

Peer Fehmi & Khulufas

11 baje ke bad mehfil-e sama ka aagaz kiya jata hai. Mehfil-e sama me mashur w maroof kawwal sufyana kalaam pesh karte hai.mehfil ka ikhtetam salato w salaam par hota hai.
Mehfil-e-Sema


( English )

Every year on 23 rabbi-ul awwal the urus of "SARKAR PEER AADIL BIJAPURI<R.A>" is celebrated.

Programme begins at 10 o clock with reciting Quraan khuwani.

At 11 o clock flag hosting ceremony is done at dargah sharif with singing kalaam and performing faateha khuwani . And right after that "PEERANE UZZAM" and "KHULFA IKRAAM" bath<gusal sharif> dargah sharif by reciting durud-e pak. Then lobaan and spreading attar are performed. After that the doors of mazar-e pak are closed after reciting faateha w salaam.

After namaz-e zohar the sandal shareef is prepared at "SARKAR PEER AADIL' S HOME". And shajray-e- Quadriya Aliya Khulfaiya. And shajray-e- Chishtiya Baheshtiya are recited. And faateha khuwani and prayer is performed. All peeran-e uzzam and khulfa ikraam are felicitated. Then with lots of respect and discipline sandal Mubarak begins from "SARKAR PEER AADIL'S HOME".

In the rally of sandal Mubarak all the peeran-e uzzam, khulfay-e ikraam,muriden, and followers participate in the rally. In the rally fukra ikraam sings kalaams by playing daf, and. The rally of sandal Mubarak passes through the road of gol gumbad and reaches to "HAZRAT NOOR ALLAH SHAH QADRI URF MASOOM PEER LANGOT BANDH<R.A>".and sandal Mubarak is presented to his shrine<mazar sharif>.

He is elder son of "SARKAR PEER AADIL <R.A>". When "SARKAR PEER AADIL <R.A>" was alive that time "HAZRAT MASOOM PEER'S" body had left this world and his divine soul remained alive for blessing us. This custom is started from the time of "SARKAR PEER AADIL <R.A>".

After namaz-e asar sandal Mubarak begins from "HAZART BADBADE PEER'S" shrine<mazar sharif> and reaches to "SARKAR PEER AADIL'S<R.A>" shrine<mazar sharif> till maghrib.

After maghrib the ceremony of sandal mali is done by the sajjada nashin of "HAASHIM PEER <R.A>. "HAASHIM PEER <R.A> is the head of Bijapur,and sajjade nashin hare gunbad la saani peer,  After that all the KHULFA IKRAAM wear the holy dress which are "TURBAN <TAAJ>" AND "ROBE" <KHARKA>, and apply the sandal Mubarak on mazar-e akdas by reciting durude pak.

The ceremony of bathing<gusul sharif> and applying sanda mali is performed by "PEERAN-E UZZAM" only. Muriden and local people are not allowed for it. Muriden take that sandal which is applied khulfa ikraam's hands and apply on their faces and heads.

After sandal "GILAAF SHARIF" is presented and mazar-e pak is covered by it. "GILAAF SHARIF" comes from many places like Mumbai, Bangalore, Hyderabad, U.p, and Bijapur. Then blanket of flowers which is designed in different form of arts, it resembles the culture of all states is presented.

Then sajjada nashin of "HAZRAT HAASHIM PEER <R.A>" performs faateha and prayers at the shrine <mazar sharif> of "HAZRAT HAASHIM PEER <R.A>". Then salat w salaam is performed, after that the doors of dargah sharif are opened for everyone.

After namaz-e isha providing food<langar> programme begins which is eaten by thousands of people with lots of discipline.

After 11 p.m MEHFILE SAMA begins in that many famous qawwals sing sufi qawwali and after that mehfil comes to an end with salat w salaam.





Jashne Chiragan Mehtabiya
Hazrat Mehtab Allah Shah Qadri
Programme

Jashne chiragaah Mehtabiy me bad namaze zohar langar taqsim kiya jata hai.aur bad namaz-e-asar khilafat ki rasam ada ki jati hai. jis ka silsila magrib ki azaan tk chalta hai.sarkar peer “Aadil” ke silsile me do tarah ki khilafat ada ki jati hai.

   1. khilafat: Qadriya aalya khulfaayya
   2. khilafat: chishtiya bhestiya

Baad namaz-e magrib hakimi chowk se chadar w julus nikalta hai.aur mazar-e paak par chadar w salat w salaam pesh kiya jata hai.bad az langar ka silsila shuru hota hai.aur raat 11 baje phir mehfil-e-sama ki shuruwat ki jati hai. jis ka sissila subah 4 baje tak rehta hai.salat w salaam par mehfil ka ikhtetam hota hai.


( English )

Food <langar> is distributed after namaz-e zohar in JASHN-E CHIRAGAH MEHTABIYA . and after namaz-e-asar the ceremony of providing khilafat is held, which is continued till azan-e maghrib, in the silsila of “SARKAR PEER AADIL<R.A>”  two kinds of khilafat are bestowed.

   1. KHILAFAT : Qadriya aalya khulfayya
   2. KHILAFAT : Chishtiya bheshtiya

After namaz-e maghrib rally passes through the “Hakimi Chowk”  and blanket of flowers is presented

on the shrine<Dargah sharif> and salat w salaam is performed. After that Food <langar> providing programme begins  and 11 p.m mehfile sama is started.which is continued till morning 4 o clock,
after that programme comes to an end with salat w salaam.












1 comment:


  1. Malvan is the best tourist destination. These places are famous for beaches. Malava is also the best place to visit. Malvan is located near sindhudurg fort which is the best location. Malvan is the perfect spot to enjoy water activity. It’s famous for seafood delicacies, pristine beaches, Forts, water sports (Scuba Diving, Snorkeling and many more) Malvan is the small town of Maharashtra state. It is a very beautiful place. Beaches are the attraction of Malvan tourism. People enjoy water sports on Malvan beaches. There are many beaches in Malvanthat are famous for water sports.

    ReplyDelete